Aabaad Hui Karbobala – Ujada Hai Madina

Wordings

English

Aabaad Hui Karbobala – Ujada Hai Madina, Barbaad hui main
Yuh Hazrat-e-Zainab ne kaha peet ke seena, Barbaad hui main

Ek din tha isi naher ke karti thi main shahi, aaj aise tabhai
Paani ko tarasta hai mera Shah-e-Madina, Barbaad hui main

Aabaad Hui Karbobala – Ujada Hai Madina, Barbaad hui main

Mehendi bhi tere haaton ki na chhotene paye, key ho gaye bewa
Ek shab kin dulhan ke liye dushwaar hai jeena, Barbaad hui main

Ek din tha ke chadar to hati thi nere sar se, sooraj bhi na nikla
Baazaaron mein sar-nange phirata hai kameena, Barbaad hui main

Aabaad Hui Karbobala – Ujada Hai Madina, Barbaad hui main

Kis laash par roon, kise chhodon baradar, laashe hain bahhattar
Had yeh hai ke roone ki ijaazat bhi mili na, Barbaad hui main

Ai Baba utar naizay se, seene se laga loon, dil shaad ho mera
Dheke gi na phir chhand sa chhera yeh Sakina, Barbaad hui main

Aabaad Hui Karbobala – Ujada Hai Madina, Barbaad hui main
Yuh Hazrat-e-Zainab ne kaha peet ke seena, Barbaad hui main

Notes:

Marhoom Zamin Abbas also wrote Nauhas

Shares
Scroll to Top