Ai Bekason Ke Qafila Salaar Hussaina

Poet Unknown
Anjuman NIL

Wordings

English

La’chaar Hussaina, Beyaar Hussaina
Ai BekasoN ke qafila Salaar Hussaina, Beyaar Hussaina

Adam Safiullah se taeesea dauraaN
Aise na luti thi koi Sarkaar Hussaina
Ai BekasoN ke qafila Salaar Hussaina, Beyaar Hussaina

Darra na udu beadab o na hue dakhil
Ghar Fatima ka ho gaya bazaar Hussaina

Adam Safiullah se taeesea dauraaN
Aise na luti thi koi Sarkaar Hussaina
Ai BekasoN ke qafila Salaar Hussaina, Beyaar Hussaina

Shares
Scroll to Top