Hussain Sar Na Katatey To Aaj Kya Hota
Wordings
English
Hussain sar sa kataey toh aaj kya hota
Khuda ke deen ka chhera utar gaya hota
Hussain sar na kataey toh aaj kya hota
Agar na hota san eksat ka rooz e Ashoora
To aaj taarek e eeman to hi kya hota
Hussain sar na kataey toh aaj kya hota
Bait meiN di Akbar ki jawani, Aur Asghar tadpa bin pani
Jaan pa khela laal Ali ka, SaNch pa aanch jo aaye tere
Agar na hota san eksat ka rooz e Ashoora
To aaj taarek e eeman to hi kya hota
Hussain sar na kataey toh aaj kya hota
Na hote Hazrat e Abbas ke jo naqsh e qadam
To aastane wafa kab ka mitt chuka hota
Hussain sar na kataey toh aaj kya hota
Khaakh pa qabza kar ke choda, Daal diya dariya mein ghoda
Khoon ko paani karne wale, Aah teri saqqaye dekheN
Na hote Hazrat e Abbas ke jo naqsh e qadam
To aastane wafa kab ka mitt chuka hota
Hussain sar na kataey toh aaj kya hota
Dua e bad mein jo Zainab ke haath uth jaate
To yazadiyat ka janaaza nikal gaya hota
Hussain sar na kataey toh aaj kya hota
Aal e Nabi ko yun bepardaa, In aakhon se toone dekha
Mar na gaya o shaam ke hakim, Laaj na tujhko aayi ghere
Dua e bad mein jo Zainab ke haath uth jaate
To yazadiyat ka janaaza nikal gaya hota
Hussain sar na kataey toh aaj kya hota
Khuda ke deen ka chhera utar gaya hota
