NAUHAS

Karbala Talkatora

Date-wise List of Nauhas

DATEABOUTNAUHAVIEW
01 Muharram01 Muharramaey momino jis maah meiN maare gaEy Sarwar, uski hai yakum aajVIEW
02 Muharram02 Muharram – Arrival Karbaladoosri maah’e Muharram ki hai roaeiN momeneeNVIEW
03 Muharram03 Muharramteesri maah’e aza ki aai jab aey momeneeNVIEW
04 Muharram04 MuharramMuharram ki hai Cauthi dil pa taari ek naya gham haiVIEW
05 Muharram05 MuharrampaaNchviN maahe Muharram ki hui jab momeneeNVIEW
06 Muharram06 Muharramshashum maahe aza ko Karbala meiN hashr barpa thaVIEW
07 Muharram07 MuharramsaatweeN maahe aza ki aaj hai aey momeneeN
08 Muharram08 Muharram – Hazrat Abbas a.s.hai makhsoos aathveeN maahe aza ki jis dilaawar se
09 Muharram09 Muharram – Shab e AshoorAdu ki fauj meiN qatl’e Shahe be_kas ka saamaaN hai
10 MuharramAshoora MuharramUdhar to fatah ki, fauje adu mein shaadmaani hai
10 MuharramAshoora – Hazrat Abbas a.s.yeh boale Hazrate Abbas aake Sarwar se
10 MuharramAshoora – Hazrat Abbas a.s.pyaas atfaal’e ShAhe deeN ki bujhaane ke liye
10 MuharramAshoora – Janab e Ali Akbar a.s.boli maaN dey gaEy tUm daagh’e judaai beita
10 MuharramAshoora – Janab e Ali Asghar a.s.turbate be_sheer pa kahti thi maaN Asghar utho
10 MuharramAshoora – Rukhsat Imam Hussain a.s.jab hua halqey Ali Asghar nishaana teer ka
10 MuharramAshoora – Sawari Imam Hussain a.s.Aakey khaime mein kaha ShAh ne ke khwaahar, alwidaa
10 MuharramAshoora – Imam Hussain a.s.saBr ki tasweer aey mazloom Imam
10 MuharramAshoora – Imam Hussain a.s.paamaal karkey laashaey at’har Hussain ka
10 MuharramAshoora – Imam Hussain a.s.khooN se tAr kAb eik tanha ShAh ki peishaani hui
10 MuharramAshoora – Imam Hussain a.s.tasht’e pUrkhooN mein nazar jab Shaah ka sAr aa gaya
10 MuharramShaame GhareebaaNroaz’e Aashoora pas’e qatle imam al MuttaqeeN
10 MuharramShaame GhareebaaNphool to do din bahaare jaaNfeza dikhla gaey
11 MuharramgyarhweeN MuharramgyarhweeN maahe aza ko hukm’e Ibne Saad se
12 Muharram12 Muharram – SuyyumjahaaN meiN aaj ibne Saqiye Kausar ka suyyum hai
20 Muharram20 Muharram – DuswaNbayn karti theeN Zainab yeh roaka, meire bhaai ka daswaaN ho kyoNkar
25 MuharramImam Zainal Aabedin a.s.utha pachcheeswiN maah’e aza ko aah woh aaqa
30 Muharram30 Muharram – BeeswaaNmehmaan jise makr se aada ne bulaaya, hai beeswaaN uska
03 SafarDarbar e Shaamitrat’e Aale Nabi yaaN be_rida mehfil meiN hai
10 SafarShahadat Janab e Sakeena a.s.maaN choti si mayyat pa yeh ro ro ke pukaari, aey ShAh ki yateemah
10 SafarMaheena Imam Hussain a.s.boleeN zindaaN meiN Zainab yeh roakar
20 SafarChehlum Imam Hussain a.s.jahaaN meiN aaj ibne Saqiye Kausar ka chehlum hai
28 SafarImam Hasan a.s., Imam Hussain a.s.shaheed zaher se hona to tha Hasan ke liye
28 SafarJanabe Rasool e Khuda (saws), Imam Hasan a.s.safar ki bast o hashtum ko uthEy duniya se Paighamber
08 Rabiul AwwalAlwidaa Muharramya Hazrat’e Shappeer khuda haafiz o naaser
08 Rabiul AwwalShahadat Imam Hasan Askari a.s.diya zahr ibne Ali un Naqi ko
03 Jamadi us saaniShahadat Janab’e Fatima Zahra a.s.uthi hai aaj woh aey mominoN duniya se Masooma
03 RajabShahadat Imam Ali Naqi a.s.shaheed’e zahr, dil o jaane Fatima Zahra
15 RajabShahadat Imam Jafer e Sadiq a.s.karo uss imame shashum pAr buka
25 RajabShahadat Imam Moosiye Kazim a.s.imame haftumi Moosiy’ye Kaazim dilbare Zahra
19 RamadhaanZarbat Hazrat Ali a.s.chale hain jaanibe masjid ALI har eik roata ha
20 RamadhaanHazrat Ali a.s.aey mominoN hai beeswiN maah’e RamazaaN ki, wa hasrat o darda
21 RamadhaanShahadat Hazrat Ali a.s.Waseeye Mustafa (sawaw) ka mominoN ta’aboot jaata hai
23 Ziqa’adShahadat Imam Ali Raza a.s.masmoom huEy lakhte dil’e Saaqiye Kausar, wa hasrato darda
29 Ziqa’adShahadat Imam Mohammed Taqi a.s.jawaani roeigi jin par sada woh kushtaey ghAm
07 ZilhijjaShahadat Imam Mohammed Baqer a.s.Shahadat pa gaEy zahr’e wegha se paaNchweiN rahbar
09 ZilhijjaShahadat Hazrat Muslim Ibne Aqeel a.sdaakhile Koofa hua jab naaeb’e Sultaane DeeN
29 ZilhijjaMuharram Aaghaz – Chaand RaatkhiNchi hai teigh ke hai charkh par hilaal’e aza
Date=wise Mauhas for Muharram and all Wafaats

Please Recite Sure Fateha for Syed Wirasat Ali Rizvi ibne Syed Mustafa Hussain Rizvi & All Momineen and Mominaat.